Adobe Flash Armv6 Android Devices Support In Urdu

Sunday, July 15, 2012
Android jo armv6 cpu rakhta hai wo adobe flash player ko support nahi krta hai kunkeh yeh low end device hai armv7 android high end devices hain aur yeh adobe flash ko support krti hain Mgr aj kal hacker cha gy hain har tarf ub hacking se armv6 devices bi support krti hain android ki 1:do not need root for this ap Google par search kr ky adobe flash player armv6.apk download krlain phr koi bi file mananger market se download krlain aur agr preinstalled hai to us folder mein navigate krain jhan file mojood hai aur yeh install krlain is se pehly application ki setting mein ja kr unknown sources ko activate krlain aur installation ky bd phone reboot krlain ucbrowser par best chalta hai flash player 2:flash player ki lib files ko download krlain aur flash player b install krlain aur root explorer se data/com.adobe flash mein ja kr uski lib files delete krdain aur download ki hui lib files ko replace ya copy krdain aur long press kr ky permission waly option mein tmam par yes krdain iss tareeqy se mukamal integrated adobe flash chly ga 3:iPhone bilkul flash support nahi krta mgr us py flash chlta 3rd party flash browsers se inn mein puffin skyfire aur photon uchy hain inn mein se puffin aur skyfire android par b dstiab hai skyfire to itna mazeedar nahi hai mgr puffin na sirf mukamal flash support krta hai blkeh Pakistani 2g networks par b inthai speed se browsing krta hai aur thori bht urdu b support krta hai

No comments:

Post a Comment